Aakhri din me bhi dar nahi hai

🛐 4 din procrastination me nikal diya, padhna start kiya toh laga sab aata hai, questions attempt karne ka try kiya toh mind blank ho gaya ❕marks wali bakchodi nahi hai lekin I scored 77 in pb, overconfidence me iss baar padha hi nahi, ab what do I do?